Monday 23 May 2016

Besaya nabi......shadoless prophet Alahsalatowassalam.

Imaan walo ka aqeeda nabi ka jism be saaya hai
Bismillah

 

huzur noore muzassam Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ki tamaam khususiyat me se ek khususiyat yeh bhi he ki aap ke jism aqdas ka saya nahi padta tha na suraj ki roshni me na chand ki roshni me yahi aqeda sahaba tabain or tamaam buzurgane din ka he jiski tafseel kitabo se mazkur he is muqaam par chand aham khususiyat ke aqede mulhaiza kare

hazrat usman gani  ka aqeda
(Radi Allahu Anhu)

1  raisul mufasarin hazrat allama imaam nasfi rahmatullah  rahmatullah alehi (intiqal 701 hizri) farmate he hazrat usman gani Radi Allahu Anhu ne huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam  ki bargah me arz kiya ki khuda pak ne aap ka saya jameen par nahi dala taki koi insaan is par apna kadam na rakh de ( tafsire madarik jild 2 safa 103) 

is hadees shareef se huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke jis e aqdas ka saya na hone ke bare me amirul mominin hazrat usman gani Radi Allahu Anhu ka aqeda wajeh toor par malum hua jiski taied huzur se bhi sabit hui ki aap ke saamne hazrat usman gani Radi Allahu Anhu is baat ko pesh kiya or aap ne uska inqar nahi farmaya or yeh bhi sabit hua ki hazrat allama imaam nasfi  ka bhi yahi aqeda he ki huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke jism aqdas ka saya nahi padta tha warna is hadees shareef ko bila tarddun wah apni tafseer me hargiz tahreer na karte 

hazrat zakwaan tabaei  ka aqeda
Radi Allahu Anhu

hazrat hakim tirmizi ne aap se riwayt ki huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke jism ka saya na suraj ki dhoop me nazar ata tha na chand ki chandni me (khasaike kubra jild 1 page 68 )

hazrat jakwaan Radi Allahu Anhu ne jub is hadees shareef ko riwayat kiya to sabit ho  gaya ki unka bhi yahi aqeda tha ki huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke jism ka saya kisi cheez ki roshni me nazr nahi ata tha or usi buniyad par hakim tirmizi ka bhi yahi aqeda sabit hua 

allama qazi ayyaz ka aqeda
alahirahma intiqal 544 hizri

yeh jo bayan kiya gaya he ki suraj ki roshni me or chand ki  roshni me huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ka saya nahi padta tha to isliya ki huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam noor the (shifa shareef jild 1 page 242)

hazrat qazi ayyaz rahmtullahi ka aqeda is tahrer me bilkul wajeh he noor hone ke sabab huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ka saya nahi padta tha

Allama Jalaludin Suyuti ka aqeda
alahirahma intiqal 911 hizri

aap khasaike kubra me musatkil ek baab muratib karte hue tahreer farmate he

is mojaje ka byan ki huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke jism ka saya nahi daikha gaya (khasaike kubra jild 1 page 68 )

fir allama suyuti hakim tirmizi se hazrat jakwaan Radi Allahu Anhu ki hadees nakal karne ke baad hazrat imaam ibne saba ne kaha yeh huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ki khususiyat me se he ki aap ka saya jameen par nahi padta tha isliya huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam noor the to chand wah suraj ki roshni me wah chalte the to saya  nazar nahi ataa tha baaz aaima ne kaha ki is khususiyat par huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ki wah hadees shahid he ki jis par ap ne yeh dua mankul he ki

e Allah mughe noor bana de ( khasaike kubra jild 1 page 68)

in tahreer se Allama Jalaludin Suyuti  rahmatullah alehi ka aqeda bhi jahir ho gaya ki huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke jism e aqdas ka saya nahi padta tha saath hi imaam ibne saba ka bhi yahi aqeda sabit hua

shaikh mujadide alfe sani ka aqeda
alahirahma intiqal 1035 hizri

1 aap farmate he beshak huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ka saya nahi tha uski wajah yah he aalam shahadat me har cheez se uska saya latif hota he or huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam se latif kaynaat me koi cheez nahi to fir aap ka saya kis surat me ho sakta he (maktubaat jild 2 page 237)

2 jub Mohammadur rasoolallah  Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke liya latif hone ke sabab saya nahi he to huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke khud ke liya kase ho sakta he (maktubaat jild 2 page 237)

hazrat ki tahreer se hazrat ne apna aqeda bilkul wajeh kar diya ki huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam se jayda latif kaynaat me koi cheez nahi isliya aap ka saya ho nahi sakta

shaikh Abdul haq delhvi ka aqeda
alahirahma intiqal 1052 hizri

aap farmate he huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ka saya na suraj ki dhoop me padta tha na chand ki chandni me (madarijun nabuwwat jild 1 page 21)

huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam sarapa noor he or noor ka saya nahi hota( madarijun nabuwwat jild 1 page 118)

shaikh muhakkiq  rahmatullah alehi ka aqeda in tahrero se bilkul wajeh  or jahir ho gaya ki huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam ke jism aqdas ka saya nahi padta tha

shah Abdul  Azeez dahlvi ka aqeda
alahirahma intiqal 1239 hizri

ap huzur Sallallaho Tala Alaihi Wasalam  ke jism aqdas ki khususiyat likhte hue farmate he aap ka saya jameen  par nahi padta tha ( tafsere azizi para amma page 219)

Wednesday 16 December 2015

The reality of Mawlid

"The reality of Mawlid is that people gather to recite Qur'an to the extent that is easy, also to discuss narrations which are regarding Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم, the signs which took place on his birth. Then dinning is arranged for them and they return without adding anything more to this “Bid'at al-Hasanah."
[Imam Jalal ud-Din as-Suyuti in al-Hawi lil Fatawi]

The Ka'bah did Mawlid!

The Ka'bah did Mawlid!
When the Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم was born one miracle was that the Ka'bah spoke. The Ka'bah proclaimed 'Allahu Akbar' three times.
''This is what Ahlus Sunnah Wa'l Jama'ah do at gatherings of Mawlid we raise the slogan of Allah عزوجل. The Ka'bah said: 'Allah عزوجل is the Greatest' three times. The lord of the prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم who has purified the Ka'bah from its idols.''
[Imam Jalal ud-Din as-Suyuti رحمه الله in al-Khasais al-Kubra, Shaykh Abdul Haq Muhadith al-Dehlvi رحمه الله in Madarij al-Nabuwwah, Imam Halabi رحمه الله Seerah al-Halabiyya]
A message to those who deny commemorating the Mawlid of the Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم. Just remember each time you go on Hajj or Umrah and you do Tawaaf of the Ka'bah remember that. You are doing Tawaaf of the Ka'bah which celebrated the Mawlid of the Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم, either call the Ka'bah Mushrik and Bid'ati or keep your mouth shut when the lovers (Ahlus Sunnah Wa'l Jama'ah) rejoice in the love of the birth of the prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم.
Rejoice O my Sahih ul-Aqeedah Sunnis!

MAWLID

When it is said that Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم was born at night time then the question arises which of the two nights is greater i.e. Night of Decree (ليلة القدر) or Night of Prophet’s Mawlid?
The Night of Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم birth is superior due to 3 reasons;
1. He صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم arrived (in this world) on the Night of Mawlid whereas Night of decree (ليلة القدر) was granted to him (afterwards), therefore the arrival of Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم is greater than what has been granted to him, hence night of Mawlid is higher in virtue.
2. If Night of decree (ليلة القدر) is vitreous night because Angels descend in it, then Night of Mawlid has the virtue of Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم being sent to world. The Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم is superior to Angels عليهم السلام, therefore night of Mawlid becomes superior.
3. Due to night of decree (ليلة القدر), the Ummah of Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم was given imminence, whereas due to Night of Mawlid all creations were given Fadhila (Superiority), as Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم is sent as Mercy to worlds/creations [al-Quran 21:107], hence the blessing was made general for all creations.
[Imam Qastalani in al-Muwahib al-Laduniya, Imam Zarqani in his Sharah of Al-Muwahib]

Wednesday 14 October 2015

1st muharram youm e umar farooq e aazam رضي الله عنه

1st Muhharam al-Haraam
Let us commemorate the Shahadat of the 2nd most superior Muslim of the entire Ummah; the illustrious companion and beloved of Allah and His Rasool صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم, the Khalifa;
Youm-e-Shahadat of Ameer ul-Mumineen Umar bin al-Khattab (Umar al-Farooq) رضي الله عنه

(Imam Suyūti says in his Tarikh al-Khulafa from Abu Ubaydah ibn al-Jarrah that Sayyiduna Umar was martyred on Wednesday 26th Dhu'l Hijjah and was buried on the eve of the first of Muharram on a Saturday)

Maqam e umar farooq e aazam  رضي الله عنه

Jabir bin Abdullah رضي الله عنه narrates; 'Umar ibn al-Khattab said to Abu Bakr as-Siddiq رضي الله عنهما; "O best of men after Allah`s Messenger صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم,!" Abu Bakr replied; "Seeing that you have that, (I would also tell you that) I heard the Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم, say, "The sun has not risen on a better man than Umar ibn al-Khattab."
[Tirmidhi]

Some of his Aqwaal....

1.''A Mu'min does not keep as his friend one who is opposed to Allah عزوجل and his Prophet صلى الله عليه وعلى آله وصحبه وسلم even though that person may be his mother or father.''

2.''To die for the right is better than to live for falsehood. Courage is recommended, cowardice is detestable, and falsehood is vulnerable to vanish.''

3.''I will not calm down until I will put one cheek of a tyrant on the ground and the other under my feet, and for the poor and weak, I will put my cheek on the ground.''

4.''Stay with the truth, speak the truth even if it will kill you.''

Preferably; recite Surah Yaseen, Surah mulk and Fatiha and Surah ikhlaas and gift the reward to his sacred soul.
Ya Allah give us all the company of Hazrat Umar al-Farooq رضي الله عنه on the day of judgement.

Saturday 10 October 2015

Huzur Jamal e millat ka taqwa

Hamare Murshid Huzur Purnoor Jamal e Millat Hifzullah taala ka taqwa Allah o akber....!!!
Fakeer barha hazrat ke saath Safar pe raha magar aaj tak hazrat ko kabhi daant dikha kar haste nahi dekha......heart emoticon
Haya ka yeh aalam kii hazrat ke gale kii haddi tak kabhi nazar nahi aayee na jism ka koi azoo.....heart emoticon
Ittebaye sunnat aesee kii sar ke Baal kabhi Fakeer ne nahi dekhe hamawaqt sar pe topi dekhi hatta kii sote waqt bhii......heart emoticon
Tarqe duniya aesa kii kabhi hazrat kii zaban se dunyawee baat nahi suni siwaye deeno sunniyat kii baat......heart emoticon
Khidmat khalq aesa kii hamawaqt hazrat taweezat taqseem farmate hain hatta kii mn ne ek baar dekha kii platform pe train aa gayee hazrat taweez taqseem farma rahe the poori zimmedaari se kah raha hun jitne taweez bina kisi nazrane ke mera murshid taqseem farmata hai poore hind mn koi nahi farmata hoga......din mn 5-5 ghante hazrat apne haath se taweez likhte hain......heart emoticon
Ilm aesa kii 30 saal ho gaye taqreer karte hue aaj tak koi taqreer repeat nahi huii iske gawah hum khud hain hazrat kii hazaron taqreer fakeer ne khud suni.....<3

Isliye to Quran kahta hai
Beshak Allah ke nazdeek parhezgaar o taqwe wale hii mahboob hain...heart emoticon

Monday 5 October 2015

"The golden rule of Aqeedah.

"The golden rule of Aqeedah.
Anyone who disrespects the 5: Allāh Almighty, His Prophets, The Sahābah, The Ahl Al-Bayt and the Awliyā is a deviant.
Remember this point all your lives and you will be protected.
All deviants have deviated because of the above point.
Ahl al-Sunnah Wa al-Jamā'ah is the ONLY true way as it promotes love and respect of the 5."