Sawal : Ajmer Shareef mai jannati darwaze ki hikmat kya haiñ ? Aur isski sahi riwayat aur fazilat kya hai
Hazrat rehnumayi farmaye
جَــزَاك اللــه
.
Jawaab:
Hazrat Baba Fareedud Deen Ganj Shakr Razi-Allahu Ta'ala Anh ne Jis Waqt Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz Razi-Allahu Ta'ala Anh ke Mazaar e Paak ke Qareeb Chilla farmaya to us dauran Ap ne Khwab me Huzoor e Akram ﷺ ki ziyaarat ki Aur Ap ne Jis Jagah se Huzoor ko Guzarte hue dekha jab Bedaar hue to wo jagah Waaqai khushbu se muattar thi, Lehaza us jagah ko Khaas kar diya gaya aur Jannati Darwaza Naam rakh diya gaya k Sarkar ka Guzar us Raah Se ho gaya Wo Jannat ki Raah ho gai.. Wa-Allahu Ta'ala A'lam
.
مقصــــود اختــر القـــادری
خادم الافتـــــاء رضوی امجدی دارالافتاء
۵۰/ نیو قاضی اسٹـــریٹ ممبئی ۴۰۰۰۰۳
.
(Mufti) Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjad

No comments:
Post a Comment