Wednesday, 4 July 2012

shirk kise kahte hain sune

::>AL MUKHTASAR
wahabi, dewbandi, wagaira bad mazhab log
jaaiz o mustehab o mubha kaam ko
apni jihaalat se sirik sirik bolne lagte hen
unhen SHIRK bolna bhi nahin aata aur
SHIRK kis ko kahete hen wo bhi nahin maalum
--------------- --------------- --------------- ----------
aaiye mukhtesar arz kardun:

>ALLAAH Taala AEK HAI KOI US KA SHARIK NAHIN
NA ZAAT ME NA SIFAAT ME NA AFAAL ME
NA AHEKAAM ME NA ASMAA ME

::>SHIRK YE HAI KE ALLAAH Taala KE ALAAWA KISI KO
WAAJIBUL UJUD MAANNA YA
ALLAAH Taala KE ALAAWA KISI DUSRE KO
LAAEQE IBAADAT JAANNA.

SHIRK KI 2.DO QISMEN HEN
1.>SHIRK FIZZAAT
2.>SHIRK FISSIFAAT

1.>SHIRK FIZZAAT:>YE HAI KE ALLAAH Taala KI PAAK ZAAT ME
KISI DUSRI ZAAT KO SHARIK MAANNA YAANI
JAISI ZAAT ALLAAH Taala KI HAI WAISI HI KOI AUR ZAAT HAI.

2.>SHIRK FISSIFAAT:>YE HAI KE ALLAAH Taala KI
SIFAATE AALIYA ME SE KISI SIFAT ME KISI GAIR KO
SHARIK MAANNA YAANI JIS TARHA ALLAAH Taala KI
SIFAAT HEN WAISE HI KISI DUSRE ME SIFAAT MAANNA
--------------- --------------- --------------- --------------- --------- —

No comments:

Post a Comment